
I Love Muhammad ﷺ
Sabse Aula Wo A'ala Hamara Nabi ﷺ Sabse Baala Wo Waala Hamara Nabi ﷺ Apne Maula Ka Pyara Hamara Nabi ﷺ Dono A'alam Ka Dulha Hamara Nabi ﷺ Saare Achho Me Achha Samajhiye Jise Hain Us Achhe Se Achha Hamara Nabi ﷺ Saare Uncho Me Uncha Samajhiye Jise Hain Us Unche Se Uncha Hamara Nabi ﷺ Jaise Sab Ka Khuda Ek Hai Waise Hi Inka Unka Tumhara Hamara Nabi ﷺ Khalq Se Auliya, Auliya Se Rasool Aur Rasoolon Se A'ala Hamara Nabi ﷺ Kaun Deeta Hai Dene Ko Munh Chahiye Dene Wala Hai Sachha Hamara Nabi ﷺ
211523Сите права задржани.
#mohabbat#Allah#great#Life#qismat#nabi#dil#mahboob#prophet#holy#Muhammad#Rasool#kareem#Rab#kaaba#habeeb#jaan#love#madina#aaqa#masjid#city#khuda#everything#best#world#aalahazrat#pyar#ishq#imam
razamohdhassan63I am nothing, But I Know,
Success is in the feet of Rasoolallah (peace be upon him).Коментари 0











