
I Love Muhammad ﷺ
Sabse Aula Wo A'ala Hamara Nabi ﷺ Sabse Baala Wo Waala Hamara Nabi ﷺ Apne Maula Ka Pyara Hamara Nabi ﷺ Dono A'alam Ka Dulha Hamara Nabi ﷺ Saare Achho Me Achha Samajhiye Jise Hain Us Achhe Se Achha Hamara Nabi ﷺ Saare Uncho Me Uncha Samajhiye Jise Hain Us Unche Se Uncha Hamara Nabi ﷺ Jaise Sab Ka Khuda Ek Hai Waise Hi Inka Unka Tumhara Hamara Nabi ﷺ Khalq Se Auliya, Auliya Se Rasool Aur Rasoolon Se A'ala Hamara Nabi ﷺ Kaun Deeta Hai Dene Ko Munh Chahiye Dene Wala Hai Sachha Hamara Nabi ﷺ
211523सर्वाधिकार सुरक्षित।
#Rasool#pyar#habeeb#mahboob#dil#qismat#Rab#love#masjid#ishq#prophet#khuda#imam#Muhammad#best#Allah#world#Life#aaqa#holy#nabi#jaan#mohabbat#kareem#kaaba#madina#city#everything#great#aalahazrat
razamohdhassan63I am nothing, But I Know,
Success is in the feet of Rasoolallah (peace be upon him).टिप्पणियां 0












