
I Love Muhammad ﷺ
Sabse Aula Wo A'ala Hamara Nabi ﷺ Sabse Baala Wo Waala Hamara Nabi ﷺ Apne Maula Ka Pyara Hamara Nabi ﷺ Dono A'alam Ka Dulha Hamara Nabi ﷺ Saare Achho Me Achha Samajhiye Jise Hain Us Achhe Se Achha Hamara Nabi ﷺ Saare Uncho Me Uncha Samajhiye Jise Hain Us Unche Se Uncha Hamara Nabi ﷺ Jaise Sab Ka Khuda Ek Hai Waise Hi Inka Unka Tumhara Hamara Nabi ﷺ Khalq Se Auliya, Auliya Se Rasool Aur Rasoolon Se A'ala Hamara Nabi ﷺ Kaun Deeta Hai Dene Ko Munh Chahiye Dene Wala Hai Sachha Hamara Nabi ﷺ
211523Todos los derechos reservados.
#khuda#dil#madina#love#Rasool#world#Allah#masjid#kareem#ishq#pyar#aaqa#holy#city#imam#mohabbat#prophet#habeeb#everything#jaan#Rab#kaaba#Life#aalahazrat#great#best#nabi#Muhammad#qismat#mahboob
razamohdhassan63I am nothing, But I Know,
Success is in the feet of Rasoolallah (peace be upon him).Comentarios 0











