
I Love Muhammad ﷺ
Sabse Aula Wo A'ala Hamara Nabi ﷺ Sabse Baala Wo Waala Hamara Nabi ﷺ Apne Maula Ka Pyara Hamara Nabi ﷺ Dono A'alam Ka Dulha Hamara Nabi ﷺ Saare Achho Me Achha Samajhiye Jise Hain Us Achhe Se Achha Hamara Nabi ﷺ Saare Uncho Me Uncha Samajhiye Jise Hain Us Unche Se Uncha Hamara Nabi ﷺ Jaise Sab Ka Khuda Ek Hai Waise Hi Inka Unka Tumhara Hamara Nabi ﷺ Khalq Se Auliya, Auliya Se Rasool Aur Rasoolon Se A'ala Hamara Nabi ﷺ Kaun Deeta Hai Dene Ko Munh Chahiye Dene Wala Hai Sachha Hamara Nabi ﷺ
211523すべての権利を保有します
#mahboob#city#Rab#jaan#mohabbat#aalahazrat#Muhammad#qismat#habeeb#best#pyar#masjid#nabi#都市#holy#Allah#ishq#aaqa#love#kareem#great#Life#everything#imam#Rasool#khuda#prophet#madina#world#dil#kaaba
razamohdhassan63I am nothing, But I Know,
Success is in the feet of Rasoolallah (peace be upon him).コメント 0











