
I Love Muhammad ﷺ
Ghum Ho Gaye Be-Shumaar Aaqa ﷺ Bandah Tere Nisaar Aaqa ﷺ Bigda Jaata Hai Khel Mera Aaqa Aaqa Sanwar Aaqa ﷺ Manjhdhaar Pe Aa ke Naawo Doobi De Haath Ke Hoon Main Paar Aaqa ﷺ Tooti Jaati Hai Pith Meri Lillah Ye Bojh Utaar Aaqa ﷺ Halka Hai Agar Hamara Palla Bhaari Hai Tera Waqar Aaqa ﷺ Majboor Hain Hum To Fikr Kya Hai Tumko To Hai ikhteyar Aaqa ﷺ Main Door Hoon Tum To Ho Mere Pas Sun Lo Meri Pukar Aaqa ﷺ Mujhsa Koyi Ghumzadah Na Hoga Tum Sa Nhi Ghumgusar Aaqa ﷺ
535455Με επιφύλαξη παντός δικαιώματος.
#jaan#love#Allah#khuda#dil#kaaba#prophet#mohabbat#pyar#world#Life#kareem#habeeb#mahboob#ishq#nabi#everything#great#city#Muhammad#Rab#Rasool#madina#imam#aalahazrat#qismat#aaqa#masjid#best#holy
razamohdhassan63I am nothing, But I Know,
Success is in the feet of Rasoolallah (peace be upon him).Σχόλια 0











