
I Love Muhammad ﷺ
Sabse Aula Wo A'ala Hamara Nabi ﷺ Sabse Baala Wo Waala Hamara Nabi ﷺ Apne Maula Ka Pyara Hamara Nabi ﷺ Dono A'alam Ka Dulha Hamara Nabi ﷺ Saare Achho Me Achha Samajhiye Jise Hain Us Achhe Se Achha Hamara Nabi ﷺ Saare Uncho Me Uncha Samajhiye Jise Hain Us Unche Se Uncha Hamara Nabi ﷺ Jaise Sab Ka Khuda Ek Hai Waise Hi Inka Unka Tumhara Hamara Nabi ﷺ Khalq Se Auliya, Auliya Se Rasool Aur Rasoolon Se A'ala Hamara Nabi ﷺ Kaun Deeta Hai Dene Ko Munh Chahiye Dene Wala Hai Sachha Hamara Nabi ﷺ
211523Με επιφύλαξη παντός δικαιώματος.
#Life#aaqa#kaaba#ishq#qismat#prophet#Rab#mahboob#khuda#mohabbat#pyar#Rasool#aalahazrat#great#city#Allah#love#holy#madina#Muhammad#everything#world#imam#habeeb#nabi#best#kareem#masjid#dil#jaan
razamohdhassan63I am nothing, But I Know,
Success is in the feet of Rasoolallah (peace be upon him).Σχόλια 0











