
I Love Muhammad ﷺ
Ghum Ho Gaye Be-Shumaar Aaqa ﷺ Bandah Tere Nisaar Aaqa ﷺ Bigda Jaata Hai Khel Mera Aaqa Aaqa Sanwar Aaqa ﷺ Manjhdhaar Pe Aa ke Naawo Doobi De Haath Ke Hoon Main Paar Aaqa ﷺ Tooti Jaati Hai Pith Meri Lillah Ye Bojh Utaar Aaqa ﷺ Halka Hai Agar Hamara Palla Bhaari Hai Tera Waqar Aaqa ﷺ Majboor Hain Hum To Fikr Kya Hai Tumko To Hai ikhteyar Aaqa ﷺ Main Door Hoon Tum To Ho Mere Pas Sun Lo Meri Pukar Aaqa ﷺ Mujhsa Koyi Ghumzadah Na Hoga Tum Sa Nhi Ghumgusar Aaqa ﷺ
535455保留所有权。
#khuda#Allah#city#world#holy#prophet#aalahazrat#aaqa#Muhammad#nabi#best#kareem#everything#Rasool#mohabbat#kaaba#madina#jaan#世界#Rab#dil#Life#imam#habeeb#pyar#城市#爱#masjid#qismat#love#生活#ishq#great#mahboob
评论 0












