
I Love Muhammad ﷺ
Sabse Aula Wo A'ala Hamara Nabi ﷺ Sabse Baala Wo Waala Hamara Nabi ﷺ Apne Maula Ka Pyara Hamara Nabi ﷺ Dono A'alam Ka Dulha Hamara Nabi ﷺ Saare Achho Me Achha Samajhiye Jise Hain Us Achhe Se Achha Hamara Nabi ﷺ Saare Uncho Me Uncha Samajhiye Jise Hain Us Unche Se Uncha Hamara Nabi ﷺ Jaise Sab Ka Khuda Ek Hai Waise Hi Inka Unka Tumhara Hamara Nabi ﷺ Khalq Se Auliya, Auliya Se Rasool Aur Rasoolon Se A'ala Hamara Nabi ﷺ Kaun Deeta Hai Dene Ko Munh Chahiye Dene Wala Hai Sachha Hamara Nabi ﷺ
211523保留所有权。
#prophet#best#everything#khuda#Life#aalahazrat#生活#世界#nabi#qismat#mohabbat#Rasool#ishq#pyar#imam#aaqa#habeeb#爱#masjid#Allah#world#love#mahboob#madina#kareem#great#Rab#dil#Muhammad#城市#city#kaaba#holy#jaan
razamohdhassan63I am nothing, But I Know,
Success is in the feet of Rasoolallah (peace be upon him).评论 0











