
I Love Muhammad ﷺ
Sabse Aula Wo A'ala Hamara Nabi ﷺ Sabse Baala Wo Waala Hamara Nabi ﷺ Apne Maula Ka Pyara Hamara Nabi ﷺ Dono A'alam Ka Dulha Hamara Nabi ﷺ Saare Achho Me Achha Samajhiye Jise Hain Us Achhe Se Achha Hamara Nabi ﷺ Saare Uncho Me Uncha Samajhiye Jise Hain Us Unche Se Uncha Hamara Nabi ﷺ Jaise Sab Ka Khuda Ek Hai Waise Hi Inka Unka Tumhara Hamara Nabi ﷺ Khalq Se Auliya, Auliya Se Rasool Aur Rasoolon Se A'ala Hamara Nabi ﷺ Kaun Deeta Hai Dene Ko Munh Chahiye Dene Wala Hai Sachha Hamara Nabi ﷺ
11523
#great#jaan#mahboob#madina#aalahazrat#habeeb#mohabbat#khuda#qismat#city#masjid#Life#pyar#ishq#everything#Rab#Rasool#nabi#holy#dil#world#kaaba#aaqa#kareem#best#love#prophet#imam#Muhammad#Allah