
I Love Muhammad ﷺ
Sabse Aula Wo A'ala Hamara Nabi ﷺ Sabse Baala Wo Waala Hamara Nabi ﷺ Apne Maula Ka Pyara Hamara Nabi ﷺ Dono A'alam Ka Dulha Hamara Nabi ﷺ Saare Achho Me Achha Samajhiye Jise Hain Us Achhe Se Achha Hamara Nabi ﷺ Saare Uncho Me Uncha Samajhiye Jise Hain Us Unche Se Uncha Hamara Nabi ﷺ Jaise Sab Ka Khuda Ek Hai Waise Hi Inka Unka Tumhara Hamara Nabi ﷺ Khalq Se Auliya, Auliya Se Rasool Aur Rasoolon Se A'ala Hamara Nabi ﷺ Kaun Deeta Hai Dene Ko Munh Chahiye Dene Wala Hai Sachha Hamara Nabi ﷺ
211523모든 권리를 보유합니다.
#사랑#kaaba#holy#khuda#세상#city#Rab#qismat#mohabbat#kareem#masjid#habeeb#prophet#pyar#Muhammad#everything#ishq#great#nabi#love#도시#dil#aalahazrat#world#jaan#Rasool#Life#거룩#madina#mahboob#aaqa#best#Allah#imam
razamohdhassan63I am nothing, But I Know,
Success is in the feet of Rasoolallah (peace be upon him).댓글 0











