
I Love Muhammad ﷺ
Sabse Aula Wo A'ala Hamara Nabi ﷺ Sabse Baala Wo Waala Hamara Nabi ﷺ Apne Maula Ka Pyara Hamara Nabi ﷺ Dono A'alam Ka Dulha Hamara Nabi ﷺ Saare Achho Me Achha Samajhiye Jise Hain Us Achhe Se Achha Hamara Nabi ﷺ Saare Uncho Me Uncha Samajhiye Jise Hain Us Unche Se Uncha Hamara Nabi ﷺ Jaise Sab Ka Khuda Ek Hai Waise Hi Inka Unka Tumhara Hamara Nabi ﷺ Khalq Se Auliya, Auliya Se Rasool Aur Rasoolon Se A'ala Hamara Nabi ﷺ Kaun Deeta Hai Dene Ko Munh Chahiye Dene Wala Hai Sachha Hamara Nabi ﷺ
211523Tutti i diritti riservati.
#Allah#kaaba#ishq#habeeb#masjid#imam#Rab#great#city#Life#jaan#holy#best#madina#Rasool#dil#khuda#qismat#pyar#mahboob#nabi#world#love#mohabbat#aalahazrat#aaqa#everything#Muhammad#kareem#prophet
razamohdhassan63I am nothing, But I Know,
Success is in the feet of Rasoolallah (peace be upon him).Commenti 0











